Swapping Ki Ek Hasin Raat – Episode 7

Ab tak aapne padha ki Rohan aur Kabir ne apne dosto ki biwi ke saath dance kiya jisko wo pasand karte hain. Rohan ne apni wife Rashi ko sharmindgi wali stitthi mein daal diya.

Ab aage…

Kamre mein pahuchate hi Rashi ne Rohan ko pakad kar sawaal daaag diya.

Rashi: “Mere mana karne ke baavjud tumney hamari raat ko hone wali chudai ke baare mein sabko bata diya?”

Rohan: “Pehle tumney apna vaada toda aur phir maine. Tumney meri baat nahi maani aur mere kahne ke baavjud sabko yeh nahi bataya ki hum dono program ke beech mein uthhkar kyu gaye the!”

Rashi: “Kya batati! Main tumhaari tarah besharam nahi hoon”

Rohan: “Sach sach bolo, tum Kabir ke saath dance karte uttejit ho gayi thi aur tumhaari panty geeli ho gayi thi na!”

Rashi: “College ke third year mein jab tumney apne ghar par birthday party di thi aur maine tumhaare saath dance kiya tha tab bhi meri panty geeli huyi thi”

Rohan: “Tab tak to hum dono ek dusre ke pyaar mein pad chuke the, isliye aesa hua tha. Kya tum abhi bhi Kabir se pyaar karti ho?”

Rashi: “Mujhe nahi pata, mere paas iska koi jawaab nahi hain. Waise bhi pyaar aur sharir ki jarurat dono alag chije hain”

Rohan: “Meri birthday party mein to maine dance karte huye tumhaare boobs ko dabaya tha aur tumhaari gaand, kamar, pet, jhaanghe sab kuchh daba diya tha. Isliye tumhari panty geeli huyi hogi. Kabir ne bh yahi kuchh kiya aaj tumhaare saath dance karte waqt?”

Rashi: “Tum bhi to baithe the waha, tumney dekha hoga!”

Rohan: “Dekha maine, wo baar baar tumhe pet ke thoda upar se hi pakad raha tha aur bagal ke neeche se thaam raha tha”

Rashi: “Tumhi ne mujhe bra nahi pahanane diya tha na! Ab kisi ko mauka milega to wo kyu chhodega aesa mauka?”

Rohan: “Waise mauka to mujhe bhi mila tha. Urvi ne sach mein bra nahi pahna tha”

Rashi: “Tumney Urvi ke mummo ko haath lagaya?”

Rohan: “Dance karte jab meri peethh logo ki taraf thi aur Urvi mere aage peethh ke sahaare khadi thi tab maine uske poore mumme daboch liye the aur kuch der tak masalata raha”

Rashi ne Rohan ko dhakka diya aur dur kiya. Rohan khilhilaate hasne laga.

Rashi: “Ab jao Urvi ke paas aur usko chodo doggy style mein”

Rohan: “Majaak kar raha tha yaar. Ek do baar accidently ungliya chhu gayi thi uske mummo se aur kuchh nahi. Tum bhi to dekh rahi thi”

Rashi: “Nahi dekha, wo Ujjawal Zara ki baat bata raha tha. Zara kal aa rahi hain”

Rohan: “Badhiya hain, sab aashiqo ko apni aashiqui ke karib aane ka mauka mil raha hain. Ujjawal-Zara , Kabir-Rashi ”

Rashi: “…aur Rohan-Urvi?”

Rohan: “Wo to aese hi main flirt karta rahta hoon, Urvi bhi khush ho jati hain isliye. Sirf healthy flirting”

Rashi: “Healthy flirting! Agar Urvi tumko bole ki kuchh kar lo to tum nahi karoge?”

Rohan: “Depend karta hain ki wo kya karne ko bologi”

Rashi: “Wo chodne ko bole to tum chod doge usko?”

Rohan: “Yahi sawaal main karu to! Kya tum Kabir se chudwa logi?”

Rashi: “Nahi. Main shadi shuda hoon tumhaare saath”

Rohan: “Asli mein na sahi, fanntasy mein chudva logi?”

Rashi: “Tumhara matlab role play!”

Rohan: “Haa. Tum mere liye Urvi ban jao aur main tumhaare liye Kabir”

Rashi: “Nahi”

Rohan: “Come on yaar. Dance karte huye panty geeli ho sakti hain to role play mein chudai kyu nahi!”

Rashi aur Rohan ek dusre ke saamne khade the. Rohan ne Rashi ki saaree ka pallu nikaal kar neeche gira diya aur ek haath se Rashi ke mummo ko blouse sahit dabaa kar masalane laga.

Rohan: “Bolo karna hain role play?”

Rashi: “Nahi. Tumhe aese hi chodna hain to chod lo”

Rohan: “Nikalo apna blouse”

Rohan ne Rashi ke mummo ko dabana jaari rakha aur Rashi ne apne blouse ke hook peethh se khol diye. Phir Rohan ke haath hataate hi Rashi ne apna blouse apne badan se alag kiya aur topless ho gayi.

Rashi: “Tum to doggy style karne wale the, phir topless kyu kiya?”

Rohan: “Chodte waqt side se tumhaare mumme hilte huye dekhna tha isliye. Chalo ab jaldi se doggy style mein position lo”

Rohan ne apne saare kapde nikaale aur nanga ho gaya tab tak Rashi bistar par ghodi ban kar baithh gayi. Rohan aage badha aur apna lund Rashi ke muh mein de diya.

Rashi ne thodi der muh mein lund lekar chusa aur lund ko kadak kar diya. Rohan ne condom nikaal kar pahna aur Rashi ke pichhwaade aakar bistar par ghutno ke bal khada tha.

Rohan ne Rashi ki pink saaree ko peticoat sahit ghutno se upar uthha kar gaand se hata kar neeche se nanga kar diya. Dono haatho se Rashi ki gaand ko sahlaya aur apni ungli Rashi ki chut ke baahar feraayi.

Rohan ne phir apna lund pakad kar Rashi ki chut ki daraar mein ragadate huye chut ke chhed mein utaar diya. Rashi ki ek aah nikli aur Rohan ne dhakke maarte huye Rashi ko chodna shuru kar diya.

Rashi kabhi sir jhukaaye aur kabhi sir uthhaaye siskiyaa maarte huye chudai ka maja le rahi thi. Rohan bhi dhakke maarta dekh raha tha tha ki kaise Rashi ki bagal ke neeche se side boobs hilte huye dikh rahe the.

Rohan beech beech mein dhakke maarna band kar aage jhukkar Rashi ke boobs bhi thode daba deta. Rashi ki chut puri geeli ho chuki thi aur uski chut ne paani chhodna shuru kar diya tha.

Rohan ka lund aaram se fisalaat hua Rashi ki chut mein andar baahar hokar ragad maar raha tha aur Rohan ki bhi aahien chaalu ho gayi thi.

Rohan aur Rashi apne kamre mein doggy style chudai ka maja le rahe the aur udhar dusre kamre mein Ujjawal Urvi ke beech bhi baat chal rahi thi.

Urvi: “Abhi tum kuchh jyada hi khush lag rahe ho aur sharma bhi rahe ho, kya baat hain aaj koi ladki dikh gayi kya tumhaari pasand ki?”

Ujjawal yeh baat to Urvi ko bata nahi sakta tha ki uski khushi ka kaaran Zara hain jo kal shaadi mein aane wali thi.

Ujjawal: “Dost ki shaadi hain, isliye khush hoon bas. Ladies sangeet ka program achchha tha isliye khush hoon”

Urvi: “Kiska phone aaya tha?”

Ujjawal:”Hamari dost Zara ke husband Zubin ka phone tha. Usko address bata raha tha, wo log kal aa rahe hain”

Urvi: “Mere saamne to kabhi tum logo ne Zara ka jikra nahi kiya! Hamari shaadi mein aesa koi nahi tha”

Ujjawal: “Haa, wo college mein hamari itni achchhi dost bhi nahi thi isliye”

Urvi: “Magar Rashi aur Kabir jis tarah ek dusre mein khokar dance kar rahe the usko dekh kar lagta hain dono mein gahra pyaar raha hoga”

Ujjawal: “Pyaar to tha, magar adhura”

Urvi: “Tumhe kya lagta hain, sach mein Rashi ki panty Kabir ke saath dance karne se geeli huyi hogi?”

Ujjawal: “Huyi bhi hogi to mujhe koi aascharya nahi hain. Natural hain, do jawaan badan milte hain to aesa ho jata hain”

Urvi: “Matlab yeh normal hain!”

Ujjawal: “Haa”

Urvi: “Meri bhi panty geeli ho gayi thi jab main Rohan ke saath dance kar rahi thi”

Ujjawal ne Urvi ki shakal dekhi aur dekhta hi rah gaya. Urvi is tarah Ujawal ke ghurne se thoda saham gayi.

Urvi: “Tumney hi to kaha ki yeh normal hain!”

Ujjawal: “Kabir aur Rashi to ek dusre ko pyaar karte hain isliye aesi feeling hona laajimi hain. Magar tuhaari panty kaise geeli ho gayi!”

Urvi: “Isme tumhaari hi galti hain”

Ujjawal: “Kisi aur ladke ke saath dance kar panty tumhaari geeli hoti hain aur galti meri kaise huyi?”

Urvi: “Tumney mere mumme chus chus kar bade kiye jiski vajah se main blouse ke andar bra nahi pahan paayi thi. Rohan ki ungliya dance karte waqt baar baar mere mummo ko chhu rahi thi aur mujhe currant lag raha tha aur gudgudi bhi ho rahi thi. Chudne ki bahut ichchha ho rahi thi. Chalo na hum bhi doggy style chudai kar le”

Ujjawal: “Achchha! Rohan aur Rashi doggy style karne waley hain isliye tumhe bhi karna hain?”

Urvi: “Yeh agar maine nahi bhi suna hota to bhi meri chhudai ki ichchha to thi hi”

Ujjawal: “Aur agar main yaha nahi hota aur Rohan ke saath dance karte tumhaari chudai ki ichchha ho jati to tum kya karti?”

Urvi: “Ichchha hogi to chudai to karwa hi lungi”

Ujjawal: “Kiske saath! Rohan ke saath chudva leti tum?”

Urvi: “Ungli se chudai ki baat kar rahi hoon”

Ujjawal: “Matlab agar Rohan apni ungliyo se tumhaari chut chodega to tumhe koi problem nahi hain! Tum uske saamne nangi ho jaaogi?”

Urvi: “Mere paas meri ungliya bhi hain, main inse bhi apni chudai kar sakti hoon”

Ujjawal: “Tumhe aata hain ungliyo se chudai karna?”

Urvi: “College time se yahi to karke apne aap ko shant karti thi”

Ujjawal: “Tum to bahut pahuchi huyi chij ho”

Urvi: “Jaise tumney to kabhi apna lund ragad kar khud ko shant hi nahi kiya hoga!”

Ujjawal phir se purani yaado mein kho gaya jab wo Zara ka photo khol kar bathroom mein apna lund ragad kar khud ko shant karta tha aur phone par Zara se baat bhi karta rahta tha.

Urvi ne usko jhakjhor kar yaadon se baahar nikala.

Next episode mein Urvi aur Ujjawal ke beech romance jaari rahega. Ab kyoki kal aap episode se vanchit reh gaye the, to aaj ek nahi balki do back to back episodes maja lijiye 🙂

[email protected]