Swapping Ki Ek Hasin Raat – Episode 15

Ab tak aapne padha ki Zubin aur Kiara ne aapas mein hi apni suhaagraat mana li aur raat bhar ek saath so gaye.

Ab aage…

Subah 7 baje room ke darwaje par dastak huyi to Zubin aur Kiara hadbada kar uthh gaye. Kiara ne jaakar darwaja khola to dekha ki Kabir tha. Zubin Kiara ke peechhe hi khada tha.

Kabir: “Zubin tumhaare saath hi hain, main usi ko dhoond raha tha! Baahar aa jao, baaki saare friends baithhe hain yahi”

Kiara ne Kabir ke peechhe dekha to baaki ke log bhi the Rashi, Rohan, Urvi, Ujjawal aur Zara. Kal raat jaha baithh kar baatein kar rahe the wahi sab baithhe the. Kiara, Zubin aur Kabir bhi baaki logo ke paas aakar baith gaye.

Kiara: “Tum sab kaha rah gaye the raat bhar. Mujhe to bahut tej neend aa rahi thi aur yaha aur koi room bhi nahi pata tha isliye phir Zubin ko mere kamre mein hi le liya. Yeh bechara raat bhar side mein sofe par soya”

Zubin dekhta hi rah gaya ki kis safayi se Kiara ne jhooth bola tha. Sabhi log neend se uthhkar aaye ho aesa lag raha tha. Tabhi chai coffee aa gayi aur wo log peene lage.

Kabir: “Sorry Zubin and Kiara. Main aur Rashi kal raat garden mein ghaas par lete aasmaan ke taare dekh baatein kar rahe the aur pata hi nahi chala ki kab chup ho gaye aur hamari aankh lag gayi. Kal din bhar ki thakaan hi itni thi”

Rashi: “Subah aankh khuli to pata chala hum lawn me lete the. Phir Rohan ko phone kar bataya aur yaha aaye”

Kiara ne Zubin ki taraf dekhkar jaise aankho hi aankho mein ishara kiya ki Kabir aur Rashi jhoothh bol rahe hain.

Kiara: “Aur koi waapis aaya tha kya? Main aur Zubin to yaha 11 baje tak the. Kyu Rohan?”

Rohan: “Nahi. Main aur Urvi to Urvi ke room mein the. Urvi ko bahut tej neend aane lagi to isne bola ki wo soyegi. To phir main apne kamre chala gaya. Rashi ka wait karte neend aa gayi. Urvi, tumhe neend barabar aayi na?”

Urvi ka chehra sharm se jaise pura laaa tha.

Urvi: “Haa, bahut aaram se neend aayi”

Kiara ne phir se Zubin ki taraf dekha. Zubin ki najre Zara par gayi jo najre neeche kiye baithhi thi.

Zubin: “Zara, kya hua, tumhaari bhi aankh lag gayi thi?”

Zara: “Nahi. Wo hum baatein hi karte rah gaye, 2 saal se itni baatein ikatthhi ho gayi thi ki khatm hi nahi ho rahi thi”

Ujjawal: “Humien 11 baje socha tha ki neeche chalte hain, magar phir socha ki koi aayega to phone kar hi dega, phir hi neeche jaayenge”

Zara: “Pata hi nahi chala kab subah ho gayi. Mujhe to abhi bahut neend aa rahi hain”

Zubin: “Tum khush to huyi na?”

Zara sawaliya najro se Zubin ko dekhne lagi ki usne kaisa sawaal puchh liya hain aur iske peechhe uska asli matlab kya tha.

Zubin: “Tumhaari date kaisi rahi, tumhe maja to aaya na?”

Zara: “Haa, achchhi thhi. bahut dino baad khub saari baatein huyi hamaari”

Kabir: “Tum sab log nashta kar lo phir hi apne ghar ke liye nikalana”

Kiara: “Kabir aur Rashi tumhe neend to achchhe se aayi na, ghaas par sona pada!”

Rashi: “Aankh lagi to subah hi neend khuli. Waise kabir bichhane ke liye kuch laya tha”

Kabir: “Sorry Kiara maine tumhaari suhaagraat kharaab kar di”

Kiara: “Nahi, meri suhaagraat to bahut achchhi biti”

Kabir: “Achchhi rahi!!”

Kiara: “Mujhe achchhi neend ki jyada jarurat thi wo mil gayi thi”

Kabir: “Good. Aur Zubin tum sofe par comfortable to nahi rahe hoge?”

Zubin: “No issue. Mujhe to naya experience mila. Kisi aur ke suhaagraat waley kamre mein tha”

Nashta kar aur kapde change kar Kabir Kiara ko bye bolte huye baaki ke teeno couples Rohan-Rashi, Ujjawal-Urvi, aur Zara-Zubin waha se chale gaye.

Rohan drive kar raha tha aur Rashi uske paas waali seat par baithhi thi. Peechhe ki seat par Ujjawal aur Urvi baithhe the. Rohan rear mirror mein baar baar Urvi ko dekh raha tha aur Urvi bhi yeh dekh sharma rahi thi.

Urvi ko kal raat Rohan ki kahi baatein yaad aane lagi thi. Kal raat jo Urvi aur Rohan ke beech hua tha usko yaad kar wo sharmaane lagi.

Rohan aur Urvi dono kal raat apni date ke liye Urvi ke bedroom mein aaye the. Rohan ne andar se darwaja band kar lock kar diya tha.

Rohan: “Tum thheek to ho Urvi!”

Urvi: “Sach batao Ujjawal aur Zara ke beech mein kya hain!”

Rohan: “College mein wo ek dusre ko pyar karte the aur ghar waaley nahi maane isliye shadi nahi kar paaye”

Urvi: “Un dono ke beech kya sab kuchh ho chuka hain?”

Rohan: “Nahi, un dono ne to kiss tak nahi kiya tha kabhi. Zara ki shaadi ke baad to wo dono pahli baar aaj miley hain”

Urvi: “Tum sach bol rahe ho?”

Rohan: “Haa yaar, main jhoothh kyu bolunga tumsey!”

Urvi: “Mardo par bharosa karna hi bekar hain. Aur tum to rahne hi do Rohan”

Rohan: “Maine kya kiya yaar?”

Urvi: “Dekha maine din ko. Kaise tumney mera bharosa toda. Yeh batao tumne mere saath din ko galat harkat kyu ki? Mujhe wo khel dikhaane ke bahaane tumne meri body ko galat jagah se chhua”

Rohan: “Main thoda bahak gaya tha. Tumhari chhaati ka ubhar itna maadak hain aur mera haath itna karib tha ki control nahi raha”

Urvi: “To tum haath dur kar sorry bol sakte the. Tumney to meri choli ke andar hi haath daal diya!”

Rohan: “Mujhe laga ki mere haath lagaane se tumhe maja aa raha tha isliye aur maja dilaane ke liye … andar haath daalkar daba diya”

Urvi: “Maine nahi roka iska matlab tum aur aaghe badhte jaaoge! Agar Rashi ka phone nahi aaya hota to pata nahi tum aur kya kya mere sharir mein daal dete! Bolo, tum kya karne waley the?”

Rohan: “Main sach bolunga. Main tumhaare saare kapde kholne wala tha”

Urvi: “Tumhe sharm nahi aati mujhe nanga karte! Aur nanga karke tum kya karte? Sirf dekhte … ooowww ek minute tum mujhe chodne waley the! Bolo?”

Rohan: “Shaayad haa. Magar tumhaari marji ke bina thode hi kuchh karta! Maine tumhe jab deewar se chipkaa kar puchha tha to tumney bhi haa bola tha”

Urvi: “Main us kamre mein akeli ladki aur tumney mere kapde tak khol diye the. Main darr gayi thi. Baahar nikalne ke liye haa bol diya”

Rohan: “Sorry. Maine galat matlab nikaal liya.”

Urvi: “Rohan, mujhe yakeen nahi ho raha ki tum sach mein mujhe nanga karke chodne waley the! Ek baat batao, mujhe chodne ke liye hi tum meri jhoothhi taarife karte rahte ho!”

Rohan: “Bilkul nahi. Wo sab taarife sach hain. Sach mein tum bahut sundar ho aur mujhe pasand ho. Agar tum mujhe collge time mein mili hoti to main Rashi aur Kabir ke beech mein nahi aata aur tumse hi shaadi karta”

Urvi: “Sabko pata hain, Rashi mujhse jyada sundar hain”

Rohan: “Chehra sab kuchh nahi hota. Mujhe tumhaare jaisa bhara hua badan pasand hain”

Urvi: “Us se kya hota hain?”

Rohan ne sharmate huye jawaab diya.

Rohan: “Jyada Maja aata hain”

Urvi: “Tumney din ko bhi itna jor se mere boobs dabaaye the, abhi tak dard ho raha hain”

Rohan: “Main tumhaari malish kar du?”

Urvi ne Rohan ko buri tarah se ghura. Rohan ghabra gaya.

Rohan: “Sorry Sorry. Mera wo matlab nahi tha. Rashi ko jab bhi body pain hota hain to main dabaata hoon isliye mere muh se nikal gaya”

Urvi: “Tum taarife karke mujhe bahlaane ki koshish mat kiya karo. Ab se tum jo bhi meri taarif karoge main dhyaan hi nahi dungi”

Rohan: “Thheek hain. Main tumhaari itni taarif karunga ki tum khud mujhe rokogi ki bas karo”

Urvi: “Mujhe ab fark nahi padega tum kuchh bhi bolo”

Rohan: “Aur agar tumney mujhe taaarif karne se Roka to?”

Urvi: “Main dhyaan hi nahi dungi to phir kaise rokungi?”

Rohan: “11 baje tak Time paas ke liye ek game khele! Main tumhaari taarif karunga, agar tumney roka to phir main jo kahunga wo tumhe karna padega”

Urvi: “Tum haar jaaoge”

Rohan: “Haar gaya to tum jo kahogi wo karunga”

Urvi: “Thheek hain, to phir karo meri taarif”

Rohan aur Urvi ab bistar ke kinaare par ek dusre ke saamne aakar baithh gaye.

Rohan: “Maine din mein jab choli ke upar tumhaare do gumbad dekhe to dekhta rah gaya. Itna khubsurat chhaati ka ubhaar pehle kabhi nahi dekha maine”

Urvi ne sharam ke maare ek baar to apni najre jhuka li.

Rohan: “Tumhara jo gaura chikna cleavage dikh raha tha. Do pahaado ke beech ki wo gahri vaadi. Aesa laga jaise usme kud kar mar jaau”

Urvi ne honthh daba kar apne man hi man mein hansi daba li.

Rohan: “Agar tumhaari chhaati ke un do pahaado ke beech ki vaadi mein safed doodh ki nadi bahti to un do pahaado ki khubsurti mein chaar chaand lag jaate”

Urvi ne apni aankh band kar di aur sharmaate huye kalpana karne lagi aur jyada hi sharma gayi.

Urvi: “Itna ganda bolne ki bhi jarurat nahi hain. Karni hain to saaf sudhri taarif karo”

Rohan ne smile karte huye ek ungli dikhaayi.

Rohan: “Tumney mujhe ek baar taarif karne se rok diya hain”

Urvi: “Maine roka nahi hain, maine sirf achchhe shabd istemaal karne ko bola hain”

Rohan: “Doodh ki nadi mein kya problem hain?”

Urvi: “Sab pata hain mujhe tum kis doodh ki nadi ki baat kar rahe ho”

Rohan: “Kis doodh ki”

Urvi aur sharmaane lagi aur smile nikal gayi aur phir sambhal gayi.

Urvi: “Ladko ka doodh kaha se nikalta hain pata hain mujhe. Kal hi tumney sabke saamne bataya tha ki Rashi tumhara kaunsa doodh peeti hain. ”

Rohan: “Taarif to taarif hoti hain. Tumney mujhe taarif karne se roka hain.”

Urvi: “Thheek hain, ab nahi rokungi par tum wo hi bola jo dikh raha hain ya hua hain, kalpana karte huye har kuchh mat bolo”

Rohan: “Thheek hain. Magar ek baar tum mujhe rok chuki ho. Uski saja baad mein milegi”

Urvi: “OK”

Rohan: “Maine jab tumhaari choli ke andar haath dala to…”

Urvi: “Ek second, tum phir se ashlil baat kar rahe ho!”

Rohan: “Tummey kaha ki jo dikha ya hua hain wo hi batao, main koi kalpana nahi kar raha”

Urvi: “Achchha thheek hain, bolo”

Rohan: “To jab maine tumhaari choli mein haath dala to mujhe laga jaise mera haath makkhan ke bane tarbuj par pad gaya hain. itna mulayam, dabao to aur dabaane ki ichchha ho rahi thi”

Urvi buri tarah se sharmaayi aur uski rah rah kar smile nikalti aur wo control karte huye smile daba deti.

Rohan: “Tumhaare in dono makkhan ke pahaado par ghumte huye mujhe achanak kuchh chubh gaya”

Urvi ko aascharya hua aur sunne ko kaan laga kar dhyaan se sunne lagi.

Rohan: “Phir pata chala ki wo tumhaare nipple hain. Mere haath firaane se tumhaare nipple keel ki tarah kadak ho kar us makkhan ke pahaad mein gade huye the”

Urvi ek baar phir se sharmaayi aur smile dabaane lagi.

Rohan: “Maine socha itne kadak nipple bhi kisi ke ho sakte hain! Itne sundar nipple aur makkhan ke pahaad to kisi apsara ke hi ho sakte hain”

Urvi se ab nahi ruka gaya aur khilhila kar uski hansi fut padi. Rohan ko apni jeet mahsus huyi.

Rohan: “Tumhaare makkhan ke pahaad par haath ferte huye mujhe darr lagne laga ki kahi mere garam haatho se tumhaare makkhan ke pahaad pighal kar bah naa jaaye. Isliye maine neeche se boob thaam liya. Wo itne mote ki mere haath mein sama hi nahi rahe the…”

Urvi: “Ruk jao, bahut hua. Yeh khel band karte hain. Tum kuchh jyada hi ashlil ho rahe ho. Makkhan ke pahaad aur keel se nipple, yeh kya hain!”

Rohan: “Jo mahsus hua wo bata diiya. Tumney mujhe do baar roka hain. Do saja banti hain. Upar se tumney yeh game time se pehle band kar diya uski bhi teesri badi saja milegi”

Next Episode mein padhiye Urvi ko kya saja milti hain.

[email protected]